┠━══════════════━─◑ ┃ - TopicsExpress



          

┠━══════════════━─◑ ┃ WHATSAPP │ ISLAAMIC ║ MSGS. ║ ┠━═══━─◐☏ ◑─━═══━─◑ │ ☏: +917666239168. ╚─━═════════════━─◑ 🔲 S A W A A L- 11 ┄─━━━━▣▣▣━━━━─┄ IsLaam mei Tijaratii Cheezon Par Munafa Kii Miqdaar Aur had Kya hei ? ┄─━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━─┄ 🔲 J A W A A B- 11 ┄─━━━━▣▣▣━━━━─┄ Shareeat mei Munafa {Profit} Ki Koi had Muqarrar Nahie Kii Gayii hei, Aur Usko Fitree Utaar Charaao {Market VoLatiLity}Par Rakhkha Gaya hei, ALbattah RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLam Ne Tijarat {Trade} Ke Ahkaam mei Is Baat Ko MaLhooz Rakhkha hei Ke TaLab Aur Rasad mei Tawaazun {BaLance}Qaaim Rahe, Taake Qeemat mei Bhii Tawaazun {BaLance} Baqee Rahe, ALbattah Kisii Cheez Par Itna Zyadah Munafa {Profit} Lena, Jo Ghabane Faahish Ke Daaire {Under} mei Aata ho to Karaahat Se KhaaLii Nahie, Ghabane Faahish Se Itna Munafa {Profit} Muraad hei Ke Jo Saaman Kii Qeemat Muqarrar Karne WaaLon Ke Daaira-e-Takhmeen Se Bhii Zayadah ho, Yaanii Ek Cheez Market mei 10 Se 15 Rs.mei MiLtee hei, Lekin Koi Shakhs 15 Rs. Se Bhii Zyadah WasooL KarLe to Ye Soorat Ghabane Faahish hei, Aur Isko Fuqahaa Ne Na-pasand Qarar Diya he. 📗 KitaabuL Fatawaa-5/221. ⚪ ALLaah TaaaLa ham Sab Ko IsLaami UsooLon Par Tijarat Karne Kii Taufeeq Ataa Farmaye, aamiin. ___________ MiLLi Quiz. ┄─━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━─┄ ☆ ☆ ☆ 🔲 S A W A A L- 12 ┄─━━━━▣▣▣━━━━─┄ MobiLe Phone mei Quraane Paak Kii TiLaawat Karna Ya Sunna Jaaiz hei ? Agar jaaiz hei to Be-wuzoo Parhna Durust hei ? ┄─━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━─┄ 🔲 J A W A A B- 12 ┄─━━━━▣▣▣━━━━─┄ MobiLe Phone mei Quraane Paak Kii TiLaawat Karna Aur Sunna Donon Jaaiz hei, TiLaawat Karne Ki HaaLat mei Jab Ke MobiLe Phone Haath mei ho Aur UngaLyon Se Waraq {Pages} PaLat Raha ho to Ba-Wuzoo hona Zaroorii hei, ALbattah Audio FiLe Yaanii MP3 Sunne Ki Soorat mei Ba-wuzoo hona Zaroorii Nahie. 📓 By : DaruL Iftaa WaL-qazaa. Jamia Binoroa. ⚪ ALLaah TaaaLa ham Sab Ko Zayada Se Zyada Quraane Paak Kii TiLaawat Kare Use Samajhne Aur Us Par AmaL Karne Ki Taufeeq Ataa Farmaye, aamiin.
Posted on: Wed, 18 Jun 2014 07:08:48 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015