:::::Akhri Labz:::: August 1949.. Garhwol Kingdom [Riyasat - TopicsExpress



          

:::::Akhri Labz:::: August 1949.. Garhwol Kingdom [Riyasat Tihri] Pipal k ped k niche class lg rhi rhi.. Teacher g kutch sugbuga rhe the.. Aj school me man lg rha tha.. Teacher : kl ky pta hmara future ky hoga ham jabran Hindustan me milaye ja rhe h. jis tarah se hamari baki jamin (us samay United province of British India) India ko supurd kr di gyi aur hmari bhasa pr vha b Hindi thop di gyi ab hmare ynha b vhi hoga aur hmara ekmatr azad ilaka b ghulam ho jaeyga.. aj vo baki dino ki bjaye jyada kathor aur sakht the ... fer vo bole kl se ky pta mei padhane aaunga b ky fer nhi.. tum soch rhe honge history k subject me (jo ki us samay Garhwali me hi padhaya jata h) mei Garhwali k bare mei q bol rha hu.. dekho bachho vayakti ka ek vyaktitva hota h aur vo vyaktitva b apni bhasa me hi abhivyakt hota h. mei ek andhiyare ko bhaanp rha hu bhayankar andhiyara... vo AKHRI LABZ bol kr vo chl diye... mei aj unki dant pr dukhi nhi tha.. bs unki bat pr tha ky vakai mei ek loktantra aur azad desh me vilaya hone vala hu.. Vo AKHRI LABZ aur mei RAMPUR TIRAHA HATYAKAND 1994 me sahid ho gya.. inspiration : a french story written when germany occupied a hundreds of km2 area of france Written in Garhwoli & Translated by Asish Manjush Kukareti (American Aasu) All Rights Researved © 2014
Posted on: Mon, 03 Nov 2014 06:29:19 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015