► Allah tests us by giving and also tests us by taking away from - TopicsExpress



          

► Allah tests us by giving and also tests us by taking away from us. ● Allah de k bhi aazmata hai aur le k bhi aazmata hai ► A poor man runs to earn his food, a rich man runs to digest his food. ● Gareeb Aadmi roti haasil krne k liye dorrta hai, Ameer roti hazam karne ke liye dorrta hai ► There is pleasure in sin but not satisfaction. ● Gunah mein lazzat zarur hai magar sukoon nahi ► Its not about the words, its how you said thoes words. ● Baat alfaaz ki nahi lehjey ki hoti hai ► Donot think negative about anyone. May be in the eyes of Allah Almighty he is better than you. ● Kisi k baare me bura mat socho ho skta hai woh Allah ki nazar mai tum se behtar ho ► Parents can take care of 7 children but 7 children cant take care of thier single parent. ● 1 Maa Baap, 7 baccho ki prvarish kr sakte hain, lekin 7 bacche mil kar bhi, 1 Maa-Baap ki khidmat nahi kar sakte ► Man can leave food from the fear of sickness but doesnot leave sins from the fear of Allah. ● Aadmi Beemari k dar se khaana to chhor deta hai, magr Akhirat k dar se gunaah nahi ► Man does listen to the good words but donot act upon it nor does he forward it. ● Banda nek baat sun to leta hai, par aagey pohchana zruri nahi samjhta, Aur uss pr amal bhi nahi karta ► Read 1 Ruku of Quran every day and you can finish 3 Quran in a year. ● Quran ka ek ruku rozana parhne se saal may 3 Quran mukammal ho jate hain PLZ SHARE AND SPREAD THIS MESSAGE. JAZAKALLAHU KHAIRAN!
Posted on: Sun, 16 Mar 2014 17:00:01 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015