Jago Amitabh Bachchan Who Am I ?.......Why Am I ? & - TopicsExpress



          

Jago Amitabh Bachchan Who Am I ?.......Why Am I ? & Whats My Truth ?................ The Legend of KBC....Kunal Azab Prem ki GazZab Kahani.....Kaun Banega Crorepati Quize se juda sabse badnasib aur jarurat mand insan ka dardnaak sach ... Ek 10th fail Chaiwale ke bete ka anokhi Prem gatha jo prerna degi hum jaise bhatke logo ko humesa.......meri Kahani suru hoti hai year 2000 ke ush incident se jab mai pahali baar class 10th me fail hua jishne mujhe itna sharminda kar diya ki maine khud ko band kamre me band kar liya...kyo ki mai saalo se apne Maa ko chai dukaan par baitha dekha hai aur mujhe humesa se ye baat chubhti thi ish liye mai padd likh kar kuch banana chahta tha aur apne Maa ko aaram dena chahta tha par year. 2000 class 10th me fail hone ke baad mujhe bahut bada jhatka laga aur maine khud ko kamre me band kar liya aur ish critical sittution me mere liye Vardaan ban kar aaya Kaun Banega Crorepati Quize jo sanjog se year 2000 ko he suru hua tha aur jishe Host kar rahe thay Sadi ke Maha nayak Sir Amitabh Bachchan ji jinka mai bachpan se fan raha hu unke jaisa banana chaha hu ...ish liye KBC Quize mujhe bahut achha lagta sath he mai un sawal jawab ko v likhne laga jo Sir Amitabh Bachchanji apne contestent se puchhte thay jo humare TV set me appear hote thay....aur dhire dhire mujhe meri manjil dikhne laga maine thaan liya ki mujhe ab KBC me pahuchna hai par mere paas paisa utne paise nahi hote jinse mai Registration ke madhyam se nahi pahuch sakta tha ish liye maine Sangharsh ke raaste ko chuna...sath he apne jiwan ke sath bahut bada faishla liya aur wah tha apna padai chhodne ka...kyo ki ab mere liye mera SCHOOL KBC QUIZE ban chuka tha aur mere Guru Sir Amitabh Bachchanji jo KBC ko host kar rahe thay...Ish soch ke sath maine pure lagan ke sath KBC se jude episode dekha karta aur unse jude sawal jawab ko mai Tv ke jarye Note down karta aur ye tab tak chala jab tak KBC1 khatm nahi hua...aur ek 10th fail insan KBC ke jarye khud ko Sikshit karne laga...maine KBC1 se jude Sawal jawab ke jarye ek Project tayar kar Amitabh Bachchanji ko bheja ish umeed ke sath ki ish anokhe KBC fan se AMITABHJI jarur milna chahenge par kai mahino bad v reply nahi aaya par maine apni umeed nahi chhodi....aur intjar karta raha reply toh nahi aaya par year 2002-2003 tak fir se KAUN BANEGA CROREPATI 2nd suru hua aur mai fir se lagan ke sath KBC 2nd se jude sawal jawab ko likhne laga sath he mai writting+acting+singing par v dhayaan dene laga...kyo ki ab tak mai samaj chuka tha ki meri manjil bollywood hai....maine pure lagan ke sath KBC2nd se jude sawal jawab ko v TV ke jarye likha par achanak ye khabar mili ki KBC2nd ke dowran Amitabh Bachchanji ko abdomal pain utha jinke karan KBC2nd band ho gaya aur maine fir se ek project tayar kiya sath he maine Amitabh Bachchanji ke swasthya ke liye ek prathna pattr v likha aur ushe Sir Amitabh Bachchanji ko post kiya....aur mai reply ka intjar karta raha...sath he khud ko tayar karta raha....year 2006 fir se KBC 3rd suru hua jinhe host ish baar Sir Sharukh Khanji ne kiya aur maine inse jude sawal jawab ko v pure lagan se likhne ki koshish kiya aur inhi dowran mere jindgi me pyar ka aagman hua...17th Sept 2006(Vishwakarma puja ke din) mai Mela me ghum raha tha ki achanak mai ek ladki se takraya aur ushe dekhte he mujhe unshe pyar ho gaya aur maine unka pata lagaya ush ladki ka naam BULBUL hai...aur maine himmat kar ush ladki se ijhaar v kiya par ushne nakkar diya par mai koshis karta raha jinke karan humare bich jhagde ho jaate aur ek din (yr.2006)maine ush ladki se ek Wada kiya ki mai unshe itna pyar karta hu ki ab mai saare dunya ke samne apne pyar ka ijhar karunga KBC ke hot seat par pahuch kar...kyo ki mujhe pura viswash tha ki jab KBC! Shows ke host Amitabhji & Sharukhji ko mere record ke bare me pata chalega toh way hume jarur mowka denge ish umeed ke sath maine yr.2007 fir se ek project tayar kiya jinka naam maine KBC(kaun banega crorepati) Vs KBC(Kunal+Bulbuls+Code) aur ish project ko maine Sharukh Khanji ko bheja aur khud ko TV ke sahare Acting+Singing+Writting ki tayari karne laga...par mahino guzar gaye Sharukhji ke taraf se v koi response nahi mila...par ab KBC me pahuchna mere liye junun ban chuka tha...mere ish junun ko dekh ush ladki(Bulbul) ko v mujhse pyar ho gaya tha mai Bulbul ke Ghar ke niche baitha ushe umeed dilata rahta aur wah apne Khidki par Baithi mujhe dekhti rahti par mere Wada ke karan na mai mil sakta tha aur na kuch bol sakta tha...bash mujhe kisi v haal me KBC Show tak pahuchne ki koshis karna hoga...yr. 2008 Sharukh khan ki ek aur quize show(Kiya ap panchvi pass se tej hain?) aaya maine ishe v likha....year 2010 KBC4 suru hua aur ish baar maine KBC4 ke episodes ka MOBILE VIDEO RECORDING suru kiya maine apne zindgi ke upar Documantry film banani suru kiya...sath he mai facebook aur letter ke jarye apna sach Amitabh Bachchanji tak pahuchane ki koshish me laga raha par itne bade KBC fan ko sirf undekha kiya ja raha hai....maine yr.2011 ;(KBC5,) yr.2012(KBC6) aur year 2013 tak KBC7th se jude lagbhag KBC se jude har sawal jawab ko likh ek nayab record banaya hai....par afsosh mera dard na Amitbhji tak pahuch rahi hai na ye Medias walo tak par mai apne aakhri saas tak KBC ka pichha karta rahunga.....kyo ki Swargya Nelson Mondelaji ne ek baat kahi hai its seems impossible until its done aur ye baat ko maine apne jiwan se jod liya hai aur yahi baat ab pure dunya ko v( I am a Time Bomb & my target is now Big-B )samjhana hai....(9804487126)..Jai Hind....Jago Bharat Jo sawal jawab ap savi ke samne rakh raha hu wah mai TV ke samne baith kar apne hatho se likha hai ap savi v mere jajbati jajba ko samjhe....Lets play KBC7 with Firoz Fatima who won one crore in Grand Finale of KBC7....Q no.1...Complete these proverb Neem hakim ..........?.....Option...(a) Jashne Bahar.....(b) Kaam Tamam...(c) Khatraye jaan.....(d) Murga Halal Firoz Fatima.....KBC7 Q no.2,...Which of these words means revolution in Arabic?....Option....(a) Ishtabal.....(b) Izhaar....Inqalab....(d) Intkaal Firoz Fatima...KBC7 Q no.3...In cricket which of these modes of dismissal always involve the wicket keeper?....Option....(a) LBW....(b) Bowled....(c) Run out....(d) Stumping Firoz Fatima....KBC7 Q no.4...(audio Q) Firoz Fatima....KBC7 Q no.5....Which of these is the administrative head of a district in India?.....Option....(a) DM.....(b) DIG....(c) DCP......(d) DSP Firoz Fatima....KBC7 Q no.6...Which scholar started the Mohmmadan Anglo oriental college which later became the administrative of Aligad university?.....Option.....(a) Sayed Ahmad Khan.....(b) Md. Iqbal.....(c) Md. Imtiyaj Khan....(d) Md. Yunis Khan Firoz Fatima...KBC7 Q no.7....Which is the oldest mountain range in India?....Option.....(a) Nilgiris.....(b) Aravalli.....(c) Bindhya...(d) Satpura Firoz Fatima..,KBC7 Q no.8...In October 2013 which actress was honoured by British House of commons?....(a) Vidiya Balan....(b) Madhuri Dixit....(c) Kareena Kapoor....(d) Sonakshi Sinha Firoz Fatima...KBC7 Q no.9....What was the first Grand Slam Tennis title won by Sania Mirza?..Option....(a) US Open....(b) Australian open....(c) Wimbldon....(d) French Open Firoz Fatima...KBC7 Q no10...Which ruler of the Delhi sultnate was called Lakh Bakhs for his generosity?....Option....(a) Firoz Tuglaq....(b) Alaudin Khilji.....(c) Qutub-ud-din-aibak.....(d) Bahlul Lodi Firoz Fatima....KBC7 Q no.11...The president of which African country was conferred the Indira Gandhi prize in Sept 2013?.....Option....(a) Nigeria....(b) Kenya....(c) Ethopia....(d) Liberia Firoz Fatima....KBC7 Q no.12...Who is the first Indian woman to conqure the highest peak of all seven continents?.....Option.....(a) Bachendri Pal.....(b) Santosh Yadav....(c) Prem Lata Agarwal...(d) Sucheta Kedethankar Firoz Fatima...KBC7 Q no.13...In which theatre was Raja Harishchand Indias first feature film commercially released 100 years ago on 3rd May?.....Option....(a) Coronation of cinematograph.....(b) Olympian Theatre......(c) Maratha Mandir....(d) Edward theatre Firoz Fatima philip the Q....Who presented the national flag to the constituent Assembly on 14th of August 1947 on behalf of the women of India?....Option....(a) Sarojini Naidu....(b) Vijay laxmi pandit....(c) Laxmi Sehgal...(d) Hansa Mehta ..........Firoz Fatima quite in one crore......I really salute n congrate a nessecity contestent Firoz Fatima....Jai Hind
Posted on: Sat, 05 Apr 2014 06:42:36 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015