♥••♥ Nazar jab tum se milti hai, Main khud ko bhul jata - TopicsExpress



          

♥••♥ Nazar jab tum se milti hai, Main khud ko bhul jata hoon ♥••♥ ♥••♥ Bas ek dhadkan dhadakti hai, Main khud ko bhul jata hoon ♥••♥ ♥••♥ Tumhe milne se pehle main, Bahot sajta sanwarta hoon ♥••♥ ♥••♥ Magar jab tum sanwarti ho, Main khud ko bhul jata hoon ♥••♥ ♥••♥ Main aksar kitabon par, Tera hi naam likhta hoon♥••♥ ♥••♥ Magar kuch tum jo likhti ho, Main khud ko bhul jata hoon ♥••♥ ♥••♥ Main aksar yeh hi kehta hun, Main tum se pyar karta hun ♥••♥ ♥••♥ Magar jab tum yeh kehti ho, Main khud ko bhul jata hoon ♥••♥
Posted on: Thu, 20 Jun 2013 00:42:45 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015