∗ Neki Aur Parhezgari Me Ek Dusre Ki Madad Karo …. » Hadees: - TopicsExpress



          

∗ Neki Aur Parhezgari Me Ek Dusre Ki Madad Karo …. » Hadees: Rasool Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya, “Allah Uspar Raham Nahi Karta Jo Logo Par Raham Nahi Karta!” Aage Farmaya “Wo Ham Me Se Nahi Jo Hamaare Choto Par Reham Na Kare Aur Hamare Bado Ki Izzat Na Kare Aur Achchi Baat Ka Huqm Na Kare Aur Buri Baat Se Manaa Na Kare!”. -:(Kanoon-e-Shariat – Jild 2 – Safa 288) Allah Ta’ala Quraan-e-Kareem Me Irshad Farmata Hai Ke, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “Neki Aur Parhezgari Me Ek Dusre Ki Madad Karo, Aur Gunaah Wa Zulm Par Madad Na Karo!, Aur Allah Se Daro Beshaq Allah Ka Azaab Sakht Hai” -(Surah Al-Ma’ida, A:2). #Salmanking
Posted on: Thu, 21 Nov 2013 12:32:19 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015