· Qabr ke 3 sawal - munkar nakir murde se 3 sawal karengy 1. Man - TopicsExpress



          

· Qabr ke 3 sawal - munkar nakir murde se 3 sawal karengy 1. Man rabbuka(tera rab kon hai) ans. RabbiALLAH (mera rab ALLAH hai) 2. Maa dinoka (tera majhab kya hai) ans. Diniyal islaam(mera majhab islaam hai) 3. Ma kunta takunu fi hajarrajul(ye jo saksh hai inke bare me tu kya kehta tha) ans. Huva MUHAMMADURR RASULALLAH SALLALLAHO ALYHI WASALLAM ye mere aaqa hai jinki naate padta hun or sunta hun or jin par khade hokar durudo salam padha hun .. Khas sawal 3rd hai jisne iska sahi jawab diya or rasule paak ko pehchan gaya vo kamyab huva.. Ya ALLAH hame tere payre mehbub sarkare madina ki sacchi mohabbat aata farma.aameen or unke sadke hamari magfirat farma aameen MADINA MADINA MADINA Summa aameen Manazar>by> Nachiz Gunhegar Ghulame Tajdare Madina... Rais Ahmad Raza Quadri Attari< . . . .
Posted on: Mon, 09 Sep 2013 02:51:04 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015