✦...................-_- Mard ka Pardah -_- - TopicsExpress



          

✦...................-_- Mard ka Pardah -_- ...................✦ ●◗► Aourat ke parde ki sab ko fikr Rahti hai sab puchte hain ke Aourat ka pardah kaisa hona chahiye kya koi ye bhi Janta hai ke Allah Subhanahu Wa Taala ne Quran kareem mein Mard ke parde ka bhi Zikr farmaya hai. ⇨ Momin mardon se keh do ke wo Apni Nigahen nichi rakhen aur Apni Sharm Gahon ki Hifazat karen, yahi un ke liye pakizgi hai. (Qur’an 24:30) ➲ Nigahon ki Na Mahram Aourton aur Na Jayez Chizon se Hifazat karna Mard ka Pardah hai. ●════════════════════◄►═══════════════════● ✦ REVIVE A SUNNAH ⇨ LOWER YOUR GAZE ✦ Jarir b. Abdullah RadiyAllahu Anhu reported: I asked Allahs Messenger (Sallallahu Alaihi Wasallam) about the sudden glance (that is cast) on the face (of a non-Mahram). He commanded me that I should turn away my eyes. [Sahih Muslim :: Book 25 :: Hadith 5372] Urdu Translation: Hazrat Jarir bin Abdullah RadiyAllahu Anhu se riwayat hai ke Main ne RasoolAllah Sallallahu Aliahi Wasallam se (Gair Mahram Par) Achank Nazar padjane ke Mutalliq pucha to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Mujhe Hukm diya ke Main Apni Nazar ko Pheirlun. [Urdu Ref :: Sahih Muslim :: Vol. 5 :: Hadith 5644]
Posted on: Sun, 05 Oct 2014 09:09:59 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015