1. Dada Saheb Phalke puraskar kab shuru kiya gaya tha. - - TopicsExpress



          

1. Dada Saheb Phalke puraskar kab shuru kiya gaya tha. - 1969 2. Duniya ka sabse chhoti mahila kon hai. - Jyoti Aange (20 Inch) 3. WHO ka Mukhyalaya kahan par sthit hai. - Jenewa (Switzerland) 4. Aine Akbari ke lekhak kon hai. - Abul Fazal 5. Hopmen Cup kis khel se sambadhit hai. - Tennis 6. Deshbandhu ke naam se kon jane jate hai. - Chitranjan Das 7. Keeton par study ko kya kaha jata hai. - Atomology 8. Kutub Minar ka nirman kisne karvaya tha. - Kutubdin Aibak ne 9. Bengal ke vibhajan ke samay congress ke adhyaksh kon the. - Gopal Krishan Gokhle 10. Sall ka sabse chhota din kon sa hota hai. - 22 December 11. Amritsar Shahar ki neev kisne rakhi thi. - Guru Ramdas 12. Bhart me sabse pahle kon sa samachar patra prakashit hua tha. - Bengal Gudget 13. Bharat me radio prasaran ki shuruwat kab hui. - 1936 14. Bharat ke char MahaNagro me Internet ki shuruwat kab hui. - 1997 15. America me Das Partha ko awaidh goshit kab kiya gaya. - 1865 16. Aam Aadmi Party ka chunav chin kya hai. - Jhadu 17. Type writer ka avishkar kisne aur kab kiya tha. - Peligrino ne 1808 me 18. Sachin Tendulkar ne aakhiri match kahan khela. - Mumbai me 19. Sachin Tendulkar ne apna aakhiri match kiske khilaaf khela. - West Indies 20. Bharat ka 29 va rajya kon sa bana hai. - Telangana 21. UNO ki full form kya hai. - United Nations Organization 22. Bukamp ka trivta maapne ke liya kis paimane ka prayog kiya jata hai. - Recter 23. Kis bhartiya rajya ki tat (तट ) rekha sabse lambi hai. - Andhra Pradesh 24. Tehri Bandh kis nadi par bana hai. - Bhagirathi 25. Bhartiya Savidhan me rajya niti ke nirdeshak sidhant kis rashtra ka savidhan se liye gaye hai. - Ireland 26. Bharat ka Flying Sikh kise kaha jata hai. - Milkha Singh 27. Vaayumandal ki sabse nichali parat kon si hai. - Shobh Mandal 28. Bengal ka sabse pahla Governor General kon tha. - Waren Hostings 29. Nalanda Vishva vidyalaya kis rajya me sthit hai. - Bihar 30. Bharat ka pahla Nagar Nigam kahan sthapit hua tha. - Madras 31. Nakhoon me upsthit protein ka kya naam hai. - Carotin 32. Gas Cylinder me Gas ki leakage ka pta lagane ke liye kon se gandh yukt padarth ko milaya jata hai. - Ethelyn Marcaptan 33. Manushya shareer ka kon sa bhaag euriya banata hai. - Liver 34. Kaam karne ke baad Peshiyon me thakawat kyo mahsoos hoti hai. - Peshiyon me Lectic Amal ikktha ho jane ke kaaran 35. Maru Mahotsav kahan manaya jata hai. - Jaisalmer 36. Pakistan ka rashtriya khel kon sa hai. - Hockey 37. Pustak “One Night at Call Center” ke lekhak kon hai. - Chetan Bhagat 38. PT Usha ka pura naam kya hai. - Pilavullakandi Thekkeparambil Usha 39. Behrin ki Mudra (Currency) ka kya naam hai. - Dinar 40. Anna Hazare ka patrik gaanv Ralegan Siddhi kis rajya me sthit hai. - Maharashtra 41. Computer ko control karne wale program ka kya naam hai. - Operating System 42. Rashtriya chin ke niche likha gaya shabd “Satyamev Jayte” kahan se liya gaya hai. - Mundak UpNishad 43. Harit Kranti ki shuruwat kis varsh hui thi. - 1960 44. Sabse kathor (Hard) padarth kon sa hai. - Heera 45. Swaj Nahar kin do sagro ko jodti hai. - Lal Sagar aur BhuMadhya Sagar ko 46. Asia ko Europe se kon sa parvat alag karta hai. - Kakeshash 47. Asia shabd ki utpati kis bhasha ke shabd se hui hai. - Hibru bhasha ke Asu shabd se 48. Bharatiya sudhar samiti ki sthapna kisne kit hi. - Dada Bhai Naroji 49. Kis Rajya ki vidhan sabha ka karyakaal 6 varsh ka hai. - Jammu Kashmir 50. Bahart me kitne Rajya aur Kendra Shashit Pradesh hai. - 28 Rajya aur 7 Kendra shashit Pradesh 51. Abdul kalam Azad ko kis varsh Bharat Ratna Award se sammanit kiya gaya. - 1992 52. Oscar Puraskar kis shetra se sambandhit hai. - Film 53. Duniya ka sabse purana shahar kise mana jata hai. - Damascus 54. Sahad me paya jane wala meetha padarth ka kya naam hai. - Fructose 55. Taslima Nasrin ka sambandh kis desh se hai. - Bangladesh 56. Manushya ki aankh ki shamta kitni hoti hai. - 576 Mege Pixel 57. Kis desh ne Mahilayon ko pahle Vote karne ka adhikar diya hai. - New Zealand 58. Olympic me prayog hone wale paanch ring ka rang kya hai. - Black, Blue, Red, Green and Yellow 59. Modem ki full form kya hai. - Modulator and Demodulator 60. Kon sa Asian Desh “Land of Golden Pagoda” ke naam se jana jata hai. - Myanmar 61. Awarn Kamal Puraskar kis shetra se sambandhit hai. - Cinema 62. Ozon Parat kis Gas se bani hoti hai. - Oxygen 63. Bharat ka Spice State kis rajya ko kaha jata hai. - Kerala 64. Bharat ka 80% koyla kaha se aata hai. - Jharia aur Raniganj 65. Kon se desh me ek bhi cinema ghar nahi hai. - Bhutan 66. Rawan ke pita ka kya naam tha - Vishrwa 67. Vishv me kitni bhasha boli jati hai. - 2,792 68. UNESCO ka Mukhyalaya kahan par sthit hai. - Peris (France) 69. Bharat me sabse pahli film kon si thi. - Raja Harishchandra 70. Ravinder nath Tagore ko Nobel Puraskar kab diya gaya tha. - 1913 me. 71. Film me Acting karte samay kritrim aansoo ke liye kya upyog kiya jata hai. - Glisrin 72. Sone ki khudai se charcha me aaye gaanv ka kya naam hai. - Daundiya Kheda 73. Narendra Modi kis rajya ke lagatar Mukhya Mantri bane rahe. - Gujarat 74. Kon si pahli bhartiya company thi jise Facebook ne kharida. - Little Eye Lab 75. Manmohan Sing Lagatar kitne varsh tak Pradhan Mantri rahe. - 10 Varsh tak 76. Prasidh Book “The Three Mistakes of My Life” par bani film ka kya naam hai. - Kai Po Chhe 77. Kis Bhartiya company ke MD ne haal hi me chat se kood kar aatmhatya ki thi. - TATA Motors 78. SAIL ki full form kya hai. -Steel Authority of India Linited 79. Delhi me Arvind Kejriwal ki sarkar kul kitne din chali. - 49 din 80. Mamta Banerjee ka sambandh kis political party se hai. - Trin-Mool Congress (TMC) 81. Gadar Party ki sthapna kis ke dwara ki gayi thi. - Lala Hardyal 82. Ghar me prayog kiye jane wale diye ki batti me tel kis prakar chadta hai. - Keeshika Kriya Dwara 83. Kis nadi ke pani ka prawah duniya ki anay nadiyon se jyada hai. - Amazon Nadi 84. Biogas kis kis ka mishran hai. -Methane, Hydrogen, CO2, Hydrogen Sulphide 85. China ka sabse prachin (Purana) Rajvansh kon sa hai. - Shong 86. Hindu Swaraj Book ke lekhak kon hai. - Mahatma Gandhi 87. Ashok Chakra me kitni teeliyan hoti hai. - 24 88. Uranium ka pramukh utpadak kon sa hai. - Canada 89. Rajiv Gandhi ke pita ka kya naam tha. - Firoz Gandhi 90. Saal ka sabse bada din kon sa hota hai. - 21 June
Posted on: Sun, 21 Sep 2014 09:22:26 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015