1.Dil-E-Toor-E-Seena-O-Faran Do Neem Tajalli Ka Phir Muntazir Hai - TopicsExpress



          

1.Dil-E-Toor-E-Seena-O-Faran Do Neem Tajalli Ka Phir Muntazir Hai Kaleem(musa a.s.) Cut open is the heart of Sinai and Faran, And Moses waits for a renewed theophany. 2.Musalman Hai Touheed Mein Garam Josh Magar Dil Abhi Taak Hai Zunnar Posh The Muslim, zealous though about God’s unity, Still wears the Hindu’s sacred thread around his heart. 3.Tamadan, Tasawwuf, Shariat, Kalam Butan-E-Ajam Ke Poojari Tamam! In culture, mysticism, canon law and dialectical theology— He worships idols of non‐Arab make. 4.Haqiqat Khurafat Mein Kho Gyi Ye Ummat Rawayat Mein Kho Gyi The truth has been lost in absurdities, And in traditions is this Ummah rooted still. 5.Lubhata Hai Dil Ko Kalam-E-Khateeb Magar Lazzat-E-Shauq Se Be-Naseeb! The preacher’s sermon may beguile your heart, But there is no sincerity, no warmth in it. 6.Byan Iss Ka Mantaq Se Suljha Huwa Lughat Ke Bakheron Mein Uljha Huwa It is a tangled skein of lexical complexities, Sought to be solved by logical dexterity. 7.Woh Sufi K Tha Khidmat-E-Haq Mein Mard Mohabbat Mein Yakta, Hamiyyat Mein Fard The Sufi, once foremost in serving God, Unmatched in love and ardency of soul, 8.Ajam Ke Khayalat Mein Kho Gya Ye Salik Maqamat Mein Kho Gya Has got lost in the maze of Ajam’s ideas: At half‐way stations is this traveller stuck. 9.Bujhi Ishq Ki Aag, Andhair Hai Musalman Nahin, Raakh Ka Dhair Hai Gone out is the fire of love. O how sad! The Muslim is a heap of ashes, nothing more. ALLAMA IQBAL 1..dil ko toor bnaeo (wo phad jis per se musa a.s. allha se bat krte te)
Posted on: Fri, 13 Sep 2013 21:30:20 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015