1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai. Shahnama - TopicsExpress



          

1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai. Shahnama Islam 2)”Baray aalu ka kuch bayan ho jaye”_____ka mazahya mazmoon hai. Mushtaq Ahmad Yousafi 3)”Manzil e shab”_____ka majmooa’e kalam hai. Mukhtar sadiiqui 4)Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai. Ch.Afzal haq 5)Nazm “Manto” kis shairi majmooa mein hai? Shab e rafta 6)”Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho”____ka misraa hai Mirza Ghalib 7)Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai. Sir Syed Ahmad khan 8)Heart Attack______ki nazm hai. Faiz Ahmad faiz 9)Naeem_____ka kirdaar hai. Udaas naslen 10)_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay.. Mirza Ghalib 11)”Aik Khadim e Khalq ki kahani”_____ki tehreer kerda hai. Ch.Afzal haq 12)Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua? 1930 13)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi. Faiz Ahmad Faiz 14″Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein”_____ka misraa hai. Iqbal 15)”be’khudi le gayi kahan ham ko daer se intezaar hai apna”______ka sher hai Meer taqi Meer 16)Prof Sohail____ka kirdaar hai. Raja Gidh 17)Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue, Anjuman e Panjab 18)Shibli Naumani ki “Seerat un Nabi” ko ____ne mukammal kia Syed Suleman Nadvi 19)Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai. Faiz Ahmad faiz 20-aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi? Ghalib
Posted on: Sun, 07 Jul 2013 04:58:00 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015