#1141 Aj mjhe Pakistan ki awm pe pkka yqeen ho gya k yeh awam - TopicsExpress



          

#1141 Aj mjhe Pakistan ki awm pe pkka yqeen ho gya k yeh awam murdah qoam hai...ALLAH hum pe azab nazil nahy krta lekin hum khd ALLAH k azab ko dawat daite hain...Pehle maine american idol suna tha,indian idol suna tha lekin jb daikha k un jesa knjr khana ab pakistan main b start ho rha hai Pakistan idol ki shkl main...kahan hain woh log jo kehte the k kisi ne humare culture pe hmla kya to us ka stya naas kr dain ge...kahan hai woh molvi hzraat...or kahan hain woh Youth jo is Mulk ka mustqbil hai....aj jo main daikh rha hn Pakistan ki ikhlaqi tbahi aj sy sahy trah start ho rhi hai....Afsos is hum youth aj b is ghtya pan pe kch nahy bol rhe....woh Muhammad Bin Qasim he tha jis ne 17 saal ki age main sindh ftah kya...lekin aj k 17 saal k nojwan pe sahrm ati hai aj ka 17 saal nojwan ky kch nahy kr rha....kon Pakistan idol ko khtm krne k lye qdm uthata hai...???
Posted on: Sat, 21 Sep 2013 08:36:08 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015