16 Ramadan Fateh MAKKA Ka Din Hai or Kitni Khamoshi Se Guzar jata - TopicsExpress



          

16 Ramadan Fateh MAKKA Ka Din Hai or Kitni Khamoshi Se Guzar jata hai Jis ke Baare Me Muslim or Non Muslim Kehte Hai Ye Ek Azeem Qamyabi Hai Jo MOHAMMAD (Sallahualysiwasalam) Ne Boht Takleef ke Baad Hasil Ki Thi.**. Aaj Ke Din Hamare Nabi ne Kaaba me maujood 365 Budh ko giraya tha aur pehli baar Hazrath Bilal (RAdiAlla Anhu) Ne kaaba Sharif par chad kar Azaan di thi. Aaj ke DIn Allah ke ghar ko paak kiya gaya. Ye Hi Agar Valentine Day Hota To Hum Puri Dunya Ko Mubarak Bad Dety Nahi Thakty..... Meri Taraf Se Apko or Tamam Muslims Ko advance Fateh MAKKA Mubarak Ho.Send it to all in advance so that till Fateh date all must be aware of it.*
Posted on: Fri, 26 Jul 2013 05:03:21 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015