21,23,25,27 or 29 ye ramadan ki wo barkat wali raatain hain jin - TopicsExpress



          

21,23,25,27 or 29 ye ramadan ki wo barkat wali raatain hain jin main SHAB E QADAR talaash ki jati hai or aaj 21 raat hai, so frndz in raatoan main zada se zada ibadat karain aitkaf karain i also do aitkaf on 26 ramadan hamare pyare nabi (P.B.U.H) ka farmaan hai halaak ho jaye wo shakhs jis ne ramadan paya or apni bakshish na karwa saka so frndz bakshish ka moqa hath se nikalta ja raha hai khuda hum sab ko maaf kare or zada se zada ibadat karne ki toafeeq ataa farmaye ameeeeen RAMADAN MUBARAK 2 ALL MY FRNDZ
Posted on: Tue, 30 Jul 2013 03:53:11 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015