251. Indian Premier League (IPL) me Match Fixing ki jaanch ke - TopicsExpress



          

251. Indian Premier League (IPL) me Match Fixing ki jaanch ke liye kon si committee gathit ki gayi hai Mukul Mudgal Committee 252. Kuril Island dispute jo ki Northern Territories dispute ke naam se bhi jaana jata hai kis kis desh ke beech hai Japan aur Russia 253. Stuart Hall jinka haal hi me nidhan hua hai unhe kis ka janak mana jata hai Cultural Studies 254. Book “The Hindus : An Alternative History” jo ki controversy ka kaaran bani hui hai kis lekhak dwara likhi gayi hai Wendy Diniger 255. Halayeb Tribhooj naam ka shetra jis par adhikar ko lekar ekmat nahi hai kis kis desh ke border ke madhya sthit hai Egypt aur Sudan 256. Shirley Temple jinki haal hi me mrityu hui hai vo kis shetra me parsidh the Child Artist 257. Indian Sports Awards me Best Woman Footballer of the year award kise mila hai Oinam Bembem Devi 258. Kis varsh Railway Finance ko Samanya Finance se alag kiya gaya 1924 259. HYLITES jo ki surkhiyon me bana hua tha, kya hai GPRS sambhdit Raiway Enquiry System 260. Bharat ki kon si Telecom company pahli aisi company bani jisne 200 million subscribers ki sankhya ko paar kiya Airtel 261. NPA ki full form kya hai Non Performing Assets 262. Pahla desh jisne tooth brush ka prayog shuru kiya China 263. Modern Turkey ka janak kise mana jata hai Kamal Ataturk 264. USB ki full form kya hai Universal Serial Bus 265. Computer ki IC Chip kis dhatu ki bani hati hai Silicon 266. Mohs Scale ka prayog kya maapne ke liye kiya jata hai Kathorta (Hardness) 267. Pahla Bhartiya TV Serial Kon sat ha Hum Log 268. GATE ki full form kya hai Graduate Aptitude Test in Engineering’ 269. Manushya me kitni maspeshiyan hoti hai 639 Maspeshiyan 270. Manushya ke shareer ka sabse vyasat ang kon sa hai Heart 271. Duniya ka sabse lamba naam kya hai Taumatawhakatangihangakoa : Ye Taumata pahadiyon ka naam hai jo ki 305 meter uchi hai. Ye pahadi Porangahau, New Zealand me sthit hai 272. Aise Shabd jo ulte ya sidhe dono taraf padne se ek hi arth nikalte hai kya kahlate hai Palindrome : Palindromw vo shabd hote hi jo dono taraf se pade ja sakte hai unki spelling me koi fark nahi padta Ex:- Radar 273. Blue whale ke dil ka weight kitna hota hai 600 Kilogram : Whale ka wajan 170 Ton hota hai 274. Gineej Book of World Record ki pustak kya hai Yah ek aisi pustak jo sabse jyada bikti hai iss me saal ke sabhi kirtimano ko darj kiya jata hai 275. Duniya me sabse jyada aasmani bijlee kahan par girti hai Africa ke Kago me : Iss jagah par saal bhar baadal chhaye rahte hai 276. Plane ki awaaz hame plane ke chale jane ke baad kyo sunai deti hai Kyonki Prakash ki gati Awaaz ki gati se jyada tej hoti hai 277. Traffic Signal ki shuruwat sabse pahle kisne ki thi Railway ne 278. Bharat me TV par sabse pahle samachar kisne pade the Partimapuri Ne 279. Pen Drive ka Avishkaar kisne kiya tha April 1999 me M-System ne 280. Rocket hamesha Pashchim se Purv ki aur hi kyo chhoda jata hai Kyonki dharti Pashchim se Purv ki aur ghoomti hai iss liye jab Rocket ko jab purv ki aur chhoda jata hai to uska veg dharti ke veg se jud jata hai iss se urja ki bachat hoti hai aur Rocket dharti ke gurutwakarshan ko bhi aasani se paar kar leta hai 281. Manushya ne Gahne (Jewar) pahan ne kab shuru kiye Lagbhag 75,000 saal pahle : Uss samay gahne lakdi, haathi daant aadi ke bane hote the. 7000 saal pahle manushay ne Sone Chandi ki khoj kar lit hi aur uss se gahne banana bhi aarambh kar diya tha 282. Angrej apne naam ke aage Lord kyo lagate hai Lord ek Samnti Yug ka shabd hai jiska arth Swami, Prabhu ya Maalik hota hai. England me ye ek samman ka shabd hai iss liye Angrej apne naam kea age iss shabd ka istemaal karte hai 283. Manushya ne naam rakhna kab shuru kiya Iss ke koi saakshay nahi milte : Parantu sambhwat hi bhasha ke vikaas ke saath hi naam rakhne ka chalan aarambh ho gaya tha 284. Bharat ka naam India kaise pada Prachin kaal me Bharat ko sindu nadi ke paas ke ilaake ke roop me pahchante the aur ve sindhu ko Indus naam se bolte issi shabd se India naam astitv me aaya 285. Duniya ka sabse bada Railway Station kon sa hai Grand Central Terminal (Newyark) : Issme 44 Platefarm aur 67 Track hai 286. Nal sarovar Bird Sanctuary kahan par sthit hai Gujarat 287. United Nations Flag ka rang kya hai Neela 288. UN University for Peace kahan par sthit hai Costarica 289. Kon sa desh “Land of Thousand Lakes” ke naam se jana jata hai Finland 290. Rouble kis desh ki mudra (currency) hai Russia 291. United Nation ki kon si agency bachho ke liye kaam karti hai UNICEF 292. Indian Militari Academy kahan par sthit hai Dehradun 293. Chemistry ka janak kise kaha jata hai Jabir Ibn Hayyan 294. Carbon Di Oxide ki khoj kisne ki thi Joseph Black 295. battery ki khoj kisne kit hi Alexandro Volta 296. Konark ka Mandir kisne banwaya tha Narsimha I 297. Vishv ka sabse Gareeb desh kon sa hai Bhutan 298. WTO ka Mukhayala kahan sthit hai Jenewa me (Switzerland) 299. Geeta Rahasya ke rachyita kon hai BG Tilak 300. Sodium Metal ko kis ke anadar rakha jata hai Kerosene
Posted on: Mon, 01 Dec 2014 20:50:53 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015