#954 maine abhi #953 padha or waha sab ladkiyo ne yahi kaha ki wo - TopicsExpress



          

#954 maine abhi #953 padha or waha sab ladkiyo ne yahi kaha ki wo wait kar sakti hein unke pyaar ka!!!wat a joke girls. I tell u d reality Guys kabhi ladkiyo pe trust nahi karna chahiye kyoki musibat ke waqt sabse pehle yahi saath chodke bhaagti hein. Ladkiyo ke chakkar mein kabhi panga nahi karna chahiye kyoki jab tak ladki kunwari na tumhari na hamari, Ladkiyo se kabhi true love expect nahi karna chahiye Kabhi na kabhi kahi na kahi dhoka jarur degi ..
Posted on: Thu, 03 Oct 2013 17:20:01 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015