“ACHY AUR MAZBUT NIYAMO WALA DHARM ZARURI HAI APRADH ME KAMI KE - TopicsExpress



          

“ACHY AUR MAZBUT NIYAMO WALA DHARM ZARURI HAI APRADH ME KAMI KE LIYE” Desh me itni zyada sankhya me balatkar kyu ho rahe hain ? kya sirf kanun ka kamzor hona he iski ekmatr wajah hai ? fir ye sawal uthta hai ki kanun agar kamzor hai to desh ka har wyakti balatkar kyu nahi krne lag jata ? kya jo tamam log is desh me rhte hue bhi ladkiyo ke balatkar nahi krte wo sab namard hain ? fir sawal ye bhi uthta hai ki isi kamzor kanun aur ashleel hote ja rhe samaj me bhi kai log paraai striyo ko sammaan ki nazar se dekhte hain aisa kaise? Iska jawab ye hai ki bachpan ke sanskar he wyakti ka wyaktitw banate hain agar kisi ko bachpan se paraai striyo ko sammaan dena sikhaya jata hai to wo bade hokr aisa he karenge aur agar kisi ke dil me bachpan se ye baat baith jaay ki aurat kewal bhog ki wastu hai to wo bada hokar aurato ka sammaan nahi karega . Aur Sanskar hame dharm se milte hain aur bharat ka lagbhag har wyakti dharm me astha rakhta haih Fir is desh me itne balatkar kyu ??? Asl me Islam ke alawa aur anya dharmo ne kisi nireeh stree ka balatkar karne wale wyakti ko kathor dand spasht rup se dene ka vidhan nahi kia hai lok aur parlok me kaise bhayanak dand balatkari ko diye jaaynge anya dharm is vishay pr na ke barabar charcha karte hain dharm me balatkar ki spasht saza ka vidhan na hone se dharm logo ko balatkar karne se rok nhi pata aise balatkari dharm ki nahi balki sirf desh ke kanun se bachne ki chinta krte hain aur desh ke kanun ki pakad se bachna to bahot asan hota hai, isliye wo nidar hoke masum ladkiyo ke rape krte rhte hain Lekin jin logo ko nark me balatkar ki bhayankr saza ka vishvas hota hai wo log kisi ka rape krne se khud ko rokte hain kyunki desh ke kanun se to bacha ja sakta hai lekin Ishvar ki pakad se bachna bilkul na-mumkin hai Asl me dharm ki ye kami bahot bada kaaran hai ki aaj is desh me kisi ki bahu beti surakshit nahi hai #Admin03
Posted on: Sat, 24 Aug 2013 14:00:33 +0000

Trending Topics



r by grace you
Sometimes patients do not need expensive medicine or

Recently Viewed Topics




© 2015