Aaj kuch karaneka man karta hai :-) Subah jab apki mithi awaz - TopicsExpress



          

Aaj kuch karaneka man karta hai :-) Subah jab apki mithi awaz sunata hu to awaz aur sunane ka man karta hai :-) jab ap hasati ho to wo apki hasi yad rakhne ka man karta hai ap jab roti ho to apki wo udasi dur karane ka man karta hai ap jab pyar se muje chhdati hai to apki har ada par fida hone ka man karta hai jab vi apki tasveer dekhta hu to apko apni bahome lene ka man karta hai jab vi ap mujpe gussa hoti hai to apko pyar se mananeka man karta hai ap jab muje I LOVE U kehati hai to apko pyar karne ka man karta hai jab mai apka intejar karta hu aur ap nai ati tab jindagi khatm karane ka man karta hai Aaj kuch karne ka man karta hai Aaj tumpe marane ka man karta hai aj apke khayalo ko haqikat me badalane ka man karta hai apki har yad me jine ka man karta hai aj muje marane ka man karata hai AAJ KUCH KARNE KA MAN KARTA HAI thank friends mere dil ki awaz sunane ke liye :-) ye copy paste nai maine khud likhi hai :-) pasand aye to like an cmnt Karana
Posted on: Sat, 30 Nov 2013 16:38:31 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015