Aap Huzur (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Hazrat Jibrayeel - TopicsExpress



          

Aap Huzur (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Hazrat Jibrayeel (Alaihay Salam) Se Farmaaya, “Aye Jibrayeel ! Tumhaari Umar (Age) Kya Hai? Jibrayeel (Alaihay Salam) Ne Arz Kiya “Huzur ! Mujhe Kuch Khabar Nahi ? Lekin Mai Itna Jaanta Hoon Ki Chouthe (4th) Hijaab Me Ek Noorani Taraa 70,000 Hazaar Baras (Saal) Ke Baad Chamakta Tha, Aur Uss Noorani Taare KoMaine 72,000 Hazaar Martaba Chamakte Dekha Hai”. Aap Huzur (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ye Sunkar Farmaaya, “Mere Rab Ki Izzat Ki Kasam! Mai Hi Woh Noorani Taara Hoon”. Aap Huzur (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya, “Mai Allah Ta’ala Ke Noor Se Hoon, Aur Tamaam Makhlooq Mere Noor Se Hai. Aur Sab Se Pahele Allah Ta’ala Ne Mere Noor Ko Paida Kiya. (Tirmiji Shareef, Page No 201)
Posted on: Thu, 18 Jul 2013 22:31:46 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015