Aasharam ji baapu ke seva daar ne ye aarop lagaya hai ki unhein - TopicsExpress



          

Aasharam ji baapu ke seva daar ne ye aarop lagaya hai ki unhein 3rd degree diya gaya usake baad police ne saade paper pe unka signatur liya aur phir apani marji se usape Ashlil CDwaali report tyaar kiya. Siva ne khuleaam kaha hai ki baapu ko congress badanaam kar rahi hai. Mujhe to thodi nahi puri-ki-puri daal hi kaali nazar aati hai.Is pure maamlo mein aisa lag raha hai ki ladki ka pita police ,congress aur ye media sab ke sab mile huye hai. is puri prakriya ko CBI se jaanch karana chahiye.State police pe hum logon ko bharosha nahi hai. Ladki ka bayan bhi shak paida karata hai.woh kah rahi hai ki mere upar ka kapda utad kar dedha ghante tak baapu ji ne usake ango ko sahlaate rahe aur mai chikhati chillati rahi.Jo ki Viwadspad hai kyunki ladki ka pita wahin the to aakhir woh apani beti ki awaaz kyun nahi sun paaye.Aur agar aisa huaabhi to turant isaki report nazdiki police station mein kyun na ki gayi.We jodhpur se Delhi aaye phir apane gaon Shahjahanpur (up) aur phir se Delhi aaye aur tab rape ka kesh darj karaya.Rape ka mamla medical mein siddha na hone ke baad Ladki ne chhed chhad ka mamla darz karaya.ghatna hoti hai 15 august ko jodhpur mein aur isaki report 20 august ko Delhi mein (ghatna se 5 din baad) karaya jaata hai woh bhi jhootha.Kya ye baat un harrami virodhiyon ko nahi dikhati jo aadhi -adhuri baat sun kar sant ko gaali dete hai.Dusaro pe ungali uthana bahut aashan hota hai jab woh baat khud pe guzarati hai tab pata chalti hai. HARI OM
Posted on: Fri, 06 Sep 2013 03:36:30 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015