Achhe Aur Bure Tajir(Businessman ) Ka Hashar: Hadees: Hazrat Abu - TopicsExpress



          

Achhe Aur Bure Tajir(Businessman ) Ka Hashar: Hadees: Hazrat Abu Sayeed (Radhiyallahu Ta’ala Anhu) Ne Kaha Ki Rasool’Allah (Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam) Ne Farmaya, “Bahut Sacche Aur Dayanatdar Tajir(Businessman) Ka Hashar Nabiyo, Siddiqiyon, Aur Shaheedon Ke Sath Hoga”. -:(Tirmizi Jild_2 Page-229) Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam) Ne Farmaya, “Qayamat Ke Din Bure Tajiron(Businessman) Ka Hashr Nafarmano Ke Sath Hoga, Magar Jo Tajir Khuda-e-Ta’ala Se Darte Hue Haraam Se Bache Jhuti Qasam Na Khaye Aur Sach Bole Toh Uska Hashr Fajiron Ke Sath na Hoga”. -:(Tirmizi Jild-1 Page-230)
Posted on: Mon, 12 Aug 2013 16:18:40 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015