Aesme Llahe Rahmane Rahim Pakisan me aman k liy islami qanon se - TopicsExpress



          

Aesme Llahe Rahmane Rahim Pakisan me aman k liy islami qanon se behtar koy qanon nahy jab tak joram ka saza nahy melti tab tak aman nahy aye ga hokomat ko chahey k mujrem ko saza dedy mujrem ki taraf dary na kary har tany me mujremin ka lest hota hy tany ko hafta deta hy to aman kesa aye ga wazir dakhela ko achnak chapa marna chaey k tany me keya hota hy jesa aj shawkat usabzy ne hasptal par chapa mara tab aman aye ga allah PTI ki hokomat ko tofiq dedy k kamyab ho jay awar mukhalef logo ko hedayat dy dua me yad rako allah hafiz
Posted on: Tue, 03 Sep 2013 19:16:54 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015