Ager kabhi tum jaan na chaho k tum mere liye kya ho to sun lo Meri - TopicsExpress



          

Ager kabhi tum jaan na chaho k tum mere liye kya ho to sun lo Meri har sans me tum ho Meri har dharkan me tum ho Meri har aahat me tum ho Meri har chahat me tum ho mere har lafz me tum ho har naam tumhara naam hai har baat tumhari baat hai har lafz jo mere lab par hai wo tumhara kaha hua hai har lamhe mere zehen me tum ho har khwaab me tum ho har nazar me tum ho har lamhe mere khiyalon me tum ho har yad tumhari yad hai har yadoon me tumhari yadein hai har chehray me tumhara chehra hai har sitare me lagta hai tumhara kangan chamak raha hai har khushbo tumhari badan ki khushbo lagti hai chand me tumhara chehra dikhta hai Meri har adat tumhari aadat hai mera ye jivan tumhara naam hai Meri zindagi tumhary naam hai Meri zindagi tumsay hai Meri pehli aur akhri mohabbat tum ho…. SeeMa
Posted on: Wed, 07 Aug 2013 03:14:34 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015