Amir khan apne co stars ka bahut respect karte hain, kal Yashraj - TopicsExpress



          

Amir khan apne co stars ka bahut respect karte hain, kal Yashraj studio me Dhoom 3 ke press confrece me apne sath maujood pink frok pehni Katrina kaif ko Pari kaha aur Abhishek Bachchan va Uday Chopra ko Yaazood aur Maazood naamak 2 Farishta.. Amir ne kaha bachpan me meri Maa Yaazood aur maazood Farishto ke baare me batlaya karti thi ki ye humare kandhe par sawar rahte hain, hum jab bhi koi karya karne jate hain ek humesha tokta hai, savdhan karta hai, soch vichar kar karne ke liye kehta hai to doosra bindaas karne ke liye kehta hai kyuki ye jeevan ek baar milta hai.. haan to Film ke ulat real life me Uday ka svabhav gambhir aur Abhi nauty hai
Posted on: Fri, 15 Nov 2013 05:40:51 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015