Assalam O Alaikum Doston.. Mujhe pata he nahi tha ke aaj itna bada - TopicsExpress



          

Assalam O Alaikum Doston.. Mujhe pata he nahi tha ke aaj itna bada waqiya hogaya hai humare kashmiri musalman behan bhaiyon ke sath :( :( main ramzan main tv nahi dekhta choti beti carton dekh rahi thi uska dil bhar gaya tu woh mujhe remote de gayi maine socha chalo breaking news he dekh lo tab pata chala ke itna bada saniha hogaya hai :( Aaj kashmir main Quran pak ko shaheed kiya gaya in mardod harami indian army ne is par wahan becharay mazlom kashmiriyon ne ietijaj kiya tu un par firing ki gayi jiski wajah se 15 kashmiri jin main oratein aur bachay bhi shamil hain aur 60 afrad shadeed zakhmi hain aur 18 ki halat buhat nazuk hai.. Phir bhi humare begairat hukmarano ne india ko kuch nahi kaha ulta yeh keh raha hai humare wazeer e azam ke india humara buhat acha parosi mulk hai aur humain iske sath chalna chahye ;( :(
Posted on: Thu, 18 Jul 2013 21:43:52 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015