Assalamo alaikum.. Martaba-e-Hazra t Abu Bakar (Razi Allahu Anhu) - TopicsExpress



          

Assalamo alaikum.. Martaba-e-Hazra t Abu Bakar (Razi Allahu Anhu) … » Hadees: Nabi-e-Kareem ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya, “Namaziyon Ko (Qayamat Ke Din) Baab-Us- Salaatu Se Pukara Jayega, Mujahideen Ko Baab-Ul-Jihaad Se, Sadaqat Karne Walon Ko Baab-Us-Sadaqa Se, Rozadaron Ko Baab-Us- Siyaam Se Pukara Jayega”. Abu Bakr Siddiq-e-Akbar (Razi Allahu Ta’ala Anhu) Ne Arz Kiya Ke, “Ya Rasool’Aallah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Kya Koi Shakhs Sab Darwazon Se Pukara Jayega?” Aaqa ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya, “Haan! Main Umeed Rakhta Hon Ke Aye Abu Bakar (Razi Allahu Ta’ala Anhu) ! Tum Unn Me Se Ho”. -(Bukhari Sharif, Hadees:3432
Posted on: Thu, 26 Sep 2013 09:02:55 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015