Azaan Ka Jawab Kese Den ===============­­======= Jab Azaan ho to - TopicsExpress



          

Azaan Ka Jawab Kese Den ===============­­======= Jab Azaan ho to humko uska jawab dena chahiye, aesa karne se jitna sawab azan dene wale ko mil raha hai utna hi humko bhi milega. Ek hadees mein aya hai ki agar logo ko azaan dene ka sawab pata chal jaaye to azaan dene ke liye ladai hone lage. Azaan ka jawab is tarah dijiye. Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar Azaan : Ash hadu al lailaha illallah Jawab : Ash hadu al lailaha illallah Azaan : Ash hadu al lailaha illallah Jawab : Ash hadu al lailaha illallah Azaan : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah Jawab : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah (sallallahu alyhiwasallam) Azaan : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah Jawab : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah (sallallahu alyhiwasallam) Azaan : Hayya alas salah Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim Azaan : Hayya alas salah Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim Azaan : Hayya alal falah Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim Azaan : Hayya alal falah Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar Azaan : Lailaha Illallah Jawab : Lailaha Illallah Iske baad Azan ke baad ki dua padhiye. padhne k bad share zaror kare take ye sab ko pata chale
Posted on: Sat, 14 Sep 2013 06:52:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015