Babar of British India k naam se kise jana jata tha? Robert - TopicsExpress



          

Babar of British India k naam se kise jana jata tha? Robert Clive World ka Longest highway kaunsa hai? Trans-Canada Kota k sansthapak:Madho Singh. Jaipur ka old name:Jainagar. Manaw Kankal mein haddiyon ki sankhya kitni hai? (RAS-98) 206 Raj. k kis Rajwade ne Blue Pottery ko sarankshan diya? (RAS98) Jaipur Raj. mein Sadakon ki Min. density wala zila? Jaisalmer Jawai Bandh(Pali) ki niwn kab rakhi gayi? 1946 Shardul Khel Vidyalaya kahan hai?(Police07) Bikaner Gogaji ki Janamsthali? Dadrewa Rampuriya Haweliyan kahan hai? Bikaner Father of Sanskrit Grammar Panini Kaunsi building India ka first ISO-certified Niwas Sthan hai? Rashtrapati Bhawan 12 Aug 2011 ko Pokran k nikat Ajasar gaon Mein BRAHMOS missile ka parikshan kiya gaya. Raj. Ki 1st Hi-tech panchayat: Budania(Jhn). In the line of fire k writer- Parwej Musarraf. India ka Rastriya Virasar Pashu: Hathi. Paryavaran Niti jari karne wala Raj., India ka 1st state h. Raj. Mein Single Window Act 1 Jan 2011 se lagu. Mote Anaj utpadan mein Raj. 1st. Raj. University ki sthapana-8 Jan 1947. Kis saal House of the people ka naam badal kar Lok Sabha kiya gaya? 1954 Banswara k sansthapak-Jagmal Singh. Aadiwasiyon ka sahar-Banswara. Banswara k Bajaj Sagar Dam ka nirman-Mahi nadi pe. Banswara me Rail Marg Nahi. Raj. ka ekmatra District jis se koi National Highway nahi gujarta? Jhunjhunu Raj. mein Vanaspati Ghee ka First karkhana kahan? Bhilwara Bharat Ispat Pradhikaran ki sthapana kab hui? 1974 Punjab ka kaunsa sthan Hosery udyog k liye famous hai? Ludhiyana The Permanent Members of United Nations are 5 1. China 2. France 3. Russia 4. Britan 5. America The United Nations has Six Official Languages. 1. French 2. Russian 3. English 4. Spanish 5. Chinese 6. Arabic Who was the first recipient of Dada Saheb Phalke Award? Devika Rani Which is the Brightest Planet? Venus It is known as Morning Star Hamsa Damayanti painting kiski kriti hai? Raja Ravi Varma Bhopal Gas Tragedy mein kis gas ka risaw hua tha? Methyl Isocyanate Aditya Cement Ltd. kahan hai(RPSC08)? Chittorgarh Mandan kis durg ka shilpi tha(EO08)? Kumbhalgarh Veer SavarkarAirport kahan h-Port Blair Talabshahi Jheel kis District mein hai? Dholpur Bhitti Chitra ki dristhi se kahan ki Haweliyan famous hai? Shekhawati Bermuda Triangle kis Ocean mein hai? North Atlantic Ocean India ki Tat-Rekha ki lambai- 6100 KM. Ghaghar nadi ka Paat Naali kahlata hai. Raj. mein Chandan k forest kin Districts mein h? Chittorgarh, Udaipur, Rajsamand Sagwan k Forest kahan? Baran, Banswara Nepanagar(MP) kis Udyog k liye famous hai? Akhbari Kagaz Kanpur kis Udyog k liye Famous hai? Chamda Udyog Loksabha Adhyaksh apna tyagpatra kise sambhodhit karta h? Loksabha Upadhyaksh ko India ki sima mein ekmatra sakriya Jwalamukhi? Bairan Dweep Jodhpur Aurved University ka naam badal kar kiske naam par rakha gaya h? Srwapalli Radhakrishnan Kakori Rail Daketi kaand kab hua? 9/8/1925 20th Asian Athletics Champ. 2013 kahan hona prastavit h? New Delhi Samudra k upar sabse lambe pul(48KM) ka nirman kis desh ne kiya h? China First Indian girl to win the British Junior Squash title - Joshna Chinappa. Durand Cup & Santosh Trophy kis khel se related hai? Football Raj. Akshya Urja Nigam ki sthapana kab hui? 2002 Kewaladeo Pakshi Abhyaranya kis NH par sthit hai? NH-11 Bengu Kisaan Andolan ka Netratwa kisne kiya? Ramnarayan Choudhary World ka smallest Ocean? Arctic Ocean India ka biggest Handloom Kendra-Kishangarh (Ajmer). Beneshwar Mahadeo(Dungarpur) india ka only temple h jahan khandit Shivling ki puja hoti hai. World ka 1st artificial Satellite-Sputnik-I, Launched by Russia. India ka 1st satallite-Aryabhatta. U.S. ka 1st successful satellite:Explore-I.
Posted on: Sat, 16 Aug 2014 19:33:31 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015