Bismilla herkaman rahem Meri jabani meri kahani jab hum bache the - TopicsExpress



          

Bismilla herkaman rahem Meri jabani meri kahani jab hum bache the sache the bachpan se hi ilam ki talab he her namaz ka sath hum surhe yaseen padhte the Quran se pahle hum ne yaseen shikh lee humare imaam bhi humare sawalo se pareshan the namaz ne hume waqat ka paband kiya yaseen ne mere dil me ghar kiya fir ek toofan utha aashiq k naam se shaitan utha masjid me jane wala mahkhana pouncha her sarabhi ko kiya peeche fir bhi mere kadam nahi dagmagaye her kadmo pe control he aachi jagha pe right leg 1st buri jagha pe left leg 1st is tarha hum kadmo pe chal chal aage badhte rahe her kadam pe sachai ka sath diya paiso ko hum kachra samjhte he q k hum kal k liye nahi jeete jo he aaj he kal kis ne dhekha he apni filed ka master ho hazaro ko lakho me badal do paise to roz aate he roz jate he hum jaise log kaha roz aate he likhte likhte muje ek kayal aaya q na hum apni kahani me aap ka bhi ek kirdar likh de fir aagye facebook ki duniya me her kisi ko mohmboob kaha mera mahboob jo muje se roth gaya Her sah me jis ka noor he Wahi mera mahboob he
Posted on: Wed, 21 Aug 2013 12:09:35 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015