Bismillahirrahmanirrahim . Al Quran- Beshak Deen to ALLAH ke - TopicsExpress



          

Bismillahirrahmanirrahim . Al Quran- Beshak Deen to ALLAH ke nazdeek islam hi hai, aur Ahl-e-kitab ( yahud o nasara) ne jo ( is deen mein) ikhtilaf kiya to ilm hone ke baad aapas ki zidd se kiya aur jo shakhs Allah ki aayaton ko na maane to Allah jald hisab lene wala hai. Phir bhi agar ye log tumse jhagadne lage to kahna ki main to Allah ka farmabardar ho chuka aur wo log bhi jo mere saath hain, Aur Ahl-e-kitab aur anpadh (jahil) logo se kah do ki kya tum bhi Islam late ho ? Agar ye log Isam le aaye to beshak hidayat pa le aur agar na mane to tumhara kaam sirf Allah ka paigham pahucha dena hai aur Allah bando ko dekh raha hai Al Quran , Surah Aal-e-Imran (3) Verse 19-20 --------------------------------------------- Al Quran- Truly, the religion with Allah is Islam. Those who were given the Scripture (Jews and Christians) did not differ except, out of mutual jealousy, after knowledge had come to them. And whoever disbelieves in the Ayat (proofs, evidence, verses, signs, revelations, etc.) of Allah, then surely, Allah is Swift in calling to account. So if they dispute with you say: I have submitted myself to Allah (in Islam), and (so have) those who follow me. And say to those who were given the Scripture (Jews and Christians) and to those who are illiterates : Do you (also) submit yourselves (to Allah in Islam)? If they do, they are rightly guided; but if they turn away, your duty is only to convey the Message; and Allah is All-Seer of (His) slaves . Al Quran , Surah Aal-e-Imran (3) Verse 19-20
Posted on: Thu, 18 Dec 2014 15:39:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015