Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Haddi (bones) , Leed ( Gobar) - TopicsExpress



          

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: Haddi (bones) , Leed ( Gobar) aur koyley Mein Jinno ki rozi hoti hai ------------------------------------------- Abdullah ibn Masud Radi Alllahu Anhu se rivayat hai ki Jinno ki ek jamaat Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ke khidmat mein hazir huyee unhoney arz kiya ki Eh Muhammad SallAlllahu Alaihi Wasallam Aap apni ummat ko mana farma dijiye Haddi (bones) , Leed ( Gobar) aur koyley se istinja karney se kyuki ALLAH Subhanahu ne ismein hamari Rozi rakhi hai, iskey baad Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne aisa karney se mana farma diya Sunan Abu Dawud, Vol 1, 39 ( Sahih) ------------------------------------------- Hadith: Bone, dung or charcoal has the sustenance for the Jinn Narrated Abdullah ibn Masud Radi Alllahu Anhu A deputation of the jinn came to the Prophet peace_be_upon_him and said: O Muhammad SallAlllahu Alaihi Wasallam , forbid your community to cleans themselves with a bone or dung or charcoal, for in them ALLAH has provided sustenance for us. So the Prophet peace be upon him forbade them to do so. Sunan Abu Dawud, Book 1, Number 0039 ( Sahih)
Posted on: Sun, 14 Sep 2014 14:58:33 +0000

Trending Topics



height:30px;">
People have been saying i go love o and asking me who my first

Recently Viewed Topics




© 2015