Bismillahirrahmanirrahim Hadith: jab tum Dhul Hijja ka chand - TopicsExpress



          

Bismillahirrahmanirrahim Hadith: jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahe to apne baal aur nakhun yuhi rahne de ------------------ Umm Salama Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jab tum Dhul Hijja ka chand dekho aur tum mein se koi Qurbani karna chahe to apne baal aur nakhun yuhi rahne de ( yani na kaate) {Sahih Muslim , Vol 5, #5119} Umm Salama Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jiskey paas janwar ho zabah karne ke liye aur Zil Hijja ka chand aa jaye ( ya jab Dhul-Hijja ka mahina aa jaye) to apne Baal na katwaye aur na Nakhun tarashe jab tak qurbani na kar le. {Sahih Muslim , Vol 5, 5121} ------------------ English Translation: Umm Salama reported Allahs Messenger may peace be upon him having said this: When any one of you intending to sacrifice the animal enters in the month (of Dhul-Hijja) he should not get his hair or nails touched (cut). {Sahih Muslim, Book 022, Number 4869} Umm Salama, the wife of Allahs Apostle may peace be upon him reported Allahs Messenger may peace be upon him have said: He who has a sacrificial animal with him whom (he intends) to offer as sacrifice, and he enters the month of DhuI-Hijja, he should not get his hair cut or nails trimmed until he has sacrificed the animal. {Sahih Muslim, Book 022, Number 4873} ---------------- WhatsApp : 0096599087938 ------------- Facebook Urls: https://facebook/JoinOnlyQuranHadith https://facebook/HadithInRoman https://facebook/AhadithinEnglish -------------- Blogspots Urls Only-Quran-Hadith.Blogspot/ hadithinroman.blogspot.in/?m=0 AhadithinEnglish.Blogspot/ -------------- Yahoo Url https://groups.yahoo/neo/groups/Only-Quran-Hadith/conversations/messages
Posted on: Tue, 23 Sep 2014 12:02:22 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015