Bismillahirrahmanirrahim Hadith : us shaksh ko dekho jo tum - TopicsExpress



          

Bismillahirrahmanirrahim Hadith : us shaksh ko dekho jo tum mein se kam ho ( Maal aur Daulat mein, aur Husn wa Jamaal mein aur Aulad mein) Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab tum mein se koi shaksh kisi aisey aadmi ko dekhe jo maal aur shakal aur surat mein us se badkar hai to us waqt usko aise aadmi ka khayal karna chahiye jo us sey kam darja hai Sahih bukhari, Vol 7, 6490 Abu Hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya us shaksh ko dekho jo tum mein se kam ho ( Maal aur Daulat mein, aur Husn wa Jamaal mein aur Aulad mein) aur usko mat dekho jo tumse ziyada hai aur aisa karogey to Allah taaala ki Naimat ko apney upar haqeer ( yani kam) nahi samjhoge Sahih Muslim, Vol 6, 7430 **************************** Hadith : Also Look at the one who is inferior to you Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu: Allahs Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, If anyone of you looked at a person who was made superior to him in property and (in good) appearance, then he should also look at the one who is inferior to him, and to whom he has been made superior. Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 497 Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported Allahs Messenger (may peace be upon him) as saying: Look at those who stand at a lower level than you but dont look at those who stand at a higher level than you, for this would make the favours (conferred upon you by Allah) insignificant (in your eyes). Sahih Muslim, Book 042, Number 7070
Posted on: Wed, 07 Jan 2015 05:52:08 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015