By T.Raja singh (B.J.P> Hydrabad) Kya Hindu dharma ke prati kaam - TopicsExpress



          

By T.Raja singh (B.J.P> Hydrabad) Kya Hindu dharma ke prati kaam karna galat hai kya????? Mai Raja Singh jeena hai dharma ke liye aur marna hai dharma keliye. BJP me join hone ke baad mujpar police torture aur badgaya hai, lekin mujhe vishwas hai ki mujhe bjp support karegi. Kal July 13, 2013 (Saturday) dopahar 1 baje West Zone DCP V Satyanarayan ne mujhe shahinathgunj Police station bulakar mujhe ye kaha ki “Jo Hindutv ke prati jo activities hai wo totally band hona chahiye, aggar nahi bandh hua toh tere upar illegal Cases book karkar jail bejdunga aur encounter kardunga, aur main DCP hun mera koi kuch nai kar sakta” aisa keh kar mujhe 3 ghante police station me kada kiya. Aur ye sab Muslim rowdysheeters ko mere saamne kada karkar mujhe DCP ne aisa warning diya. Maine jawab me DCP ko ye kaha ki “Mai koi galat kaam nahi kar raha hun, Hindu hone ke naathe jo mujhe karna hai wo mai kar raha hun aur karta rahunga.Mai kisi dhamki se darne wala nahi hun aur jo aapko karna hai aap karsakte hai.” Mai mere sabhi Hindu bhaiyo se prarthana karta hun ki aagar mujhe kuch hojaye toh aap sabhi ko Hindu Dharm ka karya jaari rakna hai….Ek Raja Singh kam hua toh, aur hazaaro Raja Singh paida hona chahiye. Jai Gou Mata.. Jai Jai Shree Ram… #VandeMatram !!!
Posted on: Sun, 14 Jul 2013 20:13:22 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015