Chand ko chandani par garoor hai, Chandni ko chand par. Ham kis - TopicsExpress



          

Chand ko chandani par garoor hai, Chandni ko chand par. Ham kis par garoor karein, hamara to chand hi hamse duur hai. Haseeno ka kafila masjid ki aur ja raha tha, hamne bula liya. Hum toh barbad ho chuke the sanam khuda ko barbad hone se bacha liya. MAT KARO KOI WADA JISE TUM NIBHA NA SAKO, MAT CHAHO USE JISE TUM PA NA SAKO, PYAR KAHAN KISI KA POORA HOTA HAI, ISKA TO PEHLA SHABD HI ADHOORA HOTA HAI Meri har khata par naraz na hona, Apni pyari si muskan kabhi na khona, Sukoon milta he dekhkar apki muskurahat ko, Mujhe maut bhi aye to bhi mat rona Bhoolna tumhe na asaan hoga, jo bhule tumhe vo nadan hoga. Aap to baste ho rooh mein hamari, aap hume na bhule ye apka ehsan hoga Har sham se tera izhaar kiya karte hai, Har khwab me tera didar kiya karte hai, Diwane hi to hai hum tere, Jo har waqt tere milne ka intzaar kiya karte hai. Kabhi kisi se jikar-e-judai -mat karna.. Is DIL se kabhi ruswai mat karna.. Jab dil uth jaye humse to bata dena.. Na bata kar bewafai mat karna. Jisne humko chaha, use hum chah na sake, Jisko chaha usae hum pa na sake, Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai, Kisi ka toda aur apna bacha na sake Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna, Kabhi kisi ka aitbaar na karna, Tham ke khanjar apne hi hathon mein, Bedardi se apne dil par vaar na karna Zindagi ko ek rangin kalpana samjho, Subah ko sach raat ko sapna samjho, Bhulana chahte ho sabhi gamo ko to, Zindagi me mujhe apna samjho Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai. Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai. Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se. Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai. Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal. Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai. Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya. Mein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai. GAMO SE KYA DARNA WO TO SABHI KO MILTE HAIN PHOOLO KO DEKHO HAMESHA KAANTO KE BEECH KHILTE HAIN Sehmi Sehmi nigahon mein khwab hum saja denge, Suni suni rahon pe phool hum khila denge, Aap hamare sung muskura kar to dekho, Aap har gam bhula denge. Chiraghon ki roshni jab zara hili, Laga tumhari ek aahat si mili, Jaake dekha jab dar pe, To phir wahi kafir hawa mili.. PYAR means…. P Phone karna.. Y Yaad karna.. A Azadi khona.. R Rote rehna, k kaash phone aaye!! Unko hamari yaad aaye..So don’t PYAR. Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge Teri DOSTI ko kabhi badnam na hone denge Meri zindagi main Suraj nikle na nikle Teri zindagi main kabhi shaam na hone denge. Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai, Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai. Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua, Mujhe To Khair Tera Intezaar Krna Hai. Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna Kaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna. Yeh Bhi Likhna K Mere Hoont Hansi Ko Tarse, Umer Bhar Ankh Se Behta Raha Pani Likhna. Dard se dosti ho gayi yaaron, Zindagi bedard ho gayi yaaron. Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara, Duur tak roshni to ho gayi yaaron…. Dilo ko khareedne wale hazar mil jayege, Aap ko daga dene wale bar-bar mil jayege, Milega na aapko hum jesa koi, Milne ko to dost beshumar mil jayege. Susti bhare jism ko jagate kyun nahi, Uth kar sab k saamne aate kyo nahi, Msg bhi tumhara smell marta hai, Thodi himmat kar k NAHATE kyun nahi… Manzilain bhi uski thi, Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha,Kafila bhi uska tha.. Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi, Phir raasta badalne ka faisla bhi uska tha… Aaj kyun akela hoon,Dil sawal karta hai, Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha….? Honth nahi keh sakte jo afsana dil ka, Shayad nazar se wo baat ho jaaye, Iss umeed se karte hain intezar raat ka ki Shayad sapno me mulaqat ho jaye. Har taraf khamoshi ka saya hai, Zindagi me pyaar kisne paya hai, Hum yaadon mein jhoomte hai uski aur zamana kehta hai “Dekho aaj phir peekar aaya hai.” Muskaan tere hothon se kahin jaye na, Aansu teri palkon pe kabhi aaye na, Poora ho tera har khwab aur jo poora na ho Woh khawab kabhi aaye na Yun nazar ki baat aur dil chura gaye, Andhero ke saaye mein dhadkan suna gaye, Hum to samjhe the “Ajnabi” aapko, Aap to hume apna bana gaye Meetha sa dard dil mein utha abhi abhi, Kya tune yaad kiya abhi abhi? Ek arse se mulaqat nahi hui Phir bhi lagta hai tum mile abhi abhi. Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai. Sardar: I have’nt slept all night in the train. Friend: why? Sardar: Got upper berth. Friend: why did’nt you exchnged the birth? Sardar: oye, there was nobody to exchnge in the lower berth… A Teacher lecturing on population – In India after Every 10 second a woman gives birth to a kid. A Sardar stands up- we must find & stop her!. Sardar-why are all these people running? Man- This is a race, the winner will get the cup. Sardar-If only the winner will get the cup, why are others running? Teacher: “I killed a person” convert this sentence into future tense. Sardar: The future tense is “you will go to jail”. Sardar gets ready ,wears tie, coat ,goes out, climbs tree, sits on the branch regularly. A man asks why he does this. Sardar:”I’ve been promoted as branch manager.” Sardarji was filling up application form for a job. He was not sure as to what to be filled in column “Salary Expected”. After much thought he wrote : Yes! One sardarji professor asked a plumber to come to his college. you know Why? Because he wanted to check where the question paper is leaking… Sardar told his servant: Go and water the plants. Servant: It”s already raining. Sardar: So what? take an umbrella and go. Sardar found the answer to the most difficult question ever – What came first, Chicken or egg? O Yaar, what ever you order first will come first. Angry Sardar: “Give me Rs. 20 crore or else return my 20 Rs. back.! Postman:- I had to come 5 miles to deliver you this packet Sardar:- why did you come so far. Instead you could have posted it…. Sardar proposed to a Girl……Girl said ‘I’m 1 year older to you’……….. Sardar said ‘Oye no problem Soniye, I’ll marry you NEXT YEAR. Sardar’s wish :when i die,i wanna die like my grandpa who died peacefulyin his sleep not screamin like all the passengers in the car he was driving.. Sardar at an Art Gallery: I suppose this horrible looking thing is what you call modern art ? Art dealer: I beg your pardon sir, that’s a mirror! Sardar was writing something very slowly. Friend asked:” Why are you writing so slowly? Sardar: “I’m writing to my 6 yr old son, he can’t read very fast. Lady Shouted At Midnight “SARDAR G” jaldi Utto BILLI Sara Doodh Pee Gahi hai “SARDAR” Replied angerly “ULLO KEE PATI ” Kitnee Bar Samjahya Hai KAMEEZ Pa Ka soya Kar… Meri dua hai tum naik seerat ho …… Tera dil teri tarhan khoobsurat ho ……… Mil jaye har cheez tujhay dua say phele…… khud dua ko tere hathoon ki zaroorat ho Kohi itna chahe tumhe to batana. koi tumhe itnay naaz uthaye to batana…….. dosti to ker lega har kohi tum se………. koi hamari taraha nibhaye to batana dil se dil milaker to dekho humari yad main aasu baha ker to dekho sms to kia msd cals b dengy kabhi humary mobile main card dilwa ker to dekho.. ;) Ehsas buhat hu ga jab chale jayenge Royenge magar aansu nahi ayenge Jab sath na dey koi tu awaz hamein daina Asman par bhi honge tu laut ke ayenge Twinkle Twinkle lazy star Kitna soyega uthja yaar, up above the world so high, sun has risen in the sky, uthke jaldi pee le chai, then call me up and say “HI” Good Morning Have a Nice Day+ kis kis ki main pyass bujhaaon kis kis ke mai kaam aaon soach raha hai jane kya kya pehla qatra baaris ik Gazal us pe likhuu.N dil kaa takaazaa hai bahut in dinon Khud se bichhar jaane kaa dharakaa hai bahut raat ho din ho Gafalat ho ki bedaarii ho usko dekhaa to nahiin hai use sochaa hai bahut tashnagii ke bhii muqaamaat hain kyaa kyaa yaanii kabhii dariyaa nahiin kaafii, kabhii qatraa hai bahut mere haathon kii lakiiron ke izaafe hain gavaah main ne patthar kii tarah Khud ko taraashaa hai bahut
Posted on: Tue, 09 Jul 2013 11:21:13 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015