Chand meri tarha pigalta raha" Neend main sari raat chalta - TopicsExpress



          

Chand meri tarha pigalta raha" Neend main sari raat chalta raha" Jany kis dukh sy dil garifta tha" Munh pe badal ki raakh malta rha" Main to paoun k kanty chunta rha" Or wo rasta bdlta rha" Raat galiyoon main jb bhatakta tha main" Koi to tha jo sath chalta rha" Sard rut main musafiroon k liye" Pyaar ban kza liye khara dekhta rha, Be-gunah tha phir b sar jhukaye huay, Sitamgar k sitam ki inteha dekhta rha, Umar bhar Mohabat ka kuch youn silsila rha, Main usay or wo duniya dekhta rha, Kahonga Khuda se Yom_e_Hisab ko "KAWISH" K Zamana meri Barbadi ka Tamasha dekhta rha.. . Admin Bilal
Posted on: Fri, 26 Jul 2013 17:42:54 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015