Confession by a fan :) mera cousin ha asim us nah 2011 main kaha - TopicsExpress



          

Confession by a fan :) mera cousin ha asim us nah 2011 main kaha tha that he love me lakin tbh mera dil main uss ka liya koi feelings nahi thi toh main na koi itna khass response nahi kiya toh uss nayy aik adh bohot buriii batain kahi jis parh mujhe gussa aya or main nayy abuse kiya... mujhe laga kuch arsa badh ka main nayy ghalat kiya toh main uss ka pas wapis chali gae lakin us na phir sa wasii hi baatain ki lakin main nayy kuch itna khass react nahi kiya or asa hi chalta raha or phir jbh main uss sa bohot pyar karna lagi or wapsii ka koi rasta na bacha toh uss nayy mujhe chorh diya kahta i nvr luved u and i was like yah kya hua kuch arsa badh pta chala ka woh noor name ki larki ka saath involve ha or us nayy mujhe itna arsa dhoka diya use kiya mujhe.. asa kisi larka ka saath kya karna chahiya aph hi btao? main abhi b usa bhool nahi paii abuse na kjye ga thanks :D asfOooO
Posted on: Sat, 07 Sep 2013 09:38:40 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015