Cong. aur S.P. Modi ji se itna baukhala gayi hai ki unke party ke neta kya bol rahe hain aur kya kar rahe hain unko khud samajh mein nahi aa raha hai,udaahran ke taur par S.P. sarkar ne Agra mein Advani ji aur Varun ji ko Raily nikalne se mana kar diya aur udhar Cong. ne Petrol 1.5 Rs. sasta kiya aur L.P.G. Mehnga kar diya , ab aap samajh gaye honge ki unka mansik santulan Desh ke liye theek nahi hai. Jai Maa Sarveshwari.
Posted on: Fri, 13 Sep 2013 03:26:14 +0000