Congress karti hai apne har vaade ko poora tabhi toh congress ne - TopicsExpress



          

Congress karti hai apne har vaade ko poora tabhi toh congress ne kaha tha garibi hatao ,isliye yojna aayog ne keh diya gaon mein 33 rupaya kharch karne wala garib nahio hai,aur sahar mein pakka yaad nahi magar shayad 40 rupye kharch karne wala garib nahi mana jayega ................in aakdo ke aadhaar se bharat vikshit desh ho gaya hai .......kya mere dosto aap bhi viksit huye hai aapko rozgaar ki prapti hui hai? kya congress ne apne har vaade ko poora kiya hai ? kya congress ne vishwa mein humare desh ka naam uncha kiya hai?..........kya aapki nazro mein congress dobara kahi bhi chahe woh desh ho ya pradesh satta paane layak hai....? mujhe jawab nahi chahiye bas aap khud congress aur bjp ke shashan kaal ki uplabhiyoun par nazar dalte hue faisla kare.... congress ko sabak sikhana hai har jagah sirf aur sirf kamal khilana hai....vote for bjp...
Posted on: Mon, 11 Nov 2013 12:24:41 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015