Dear Friends Hamain bohat afsos ke sath kehna par raha hay kay - TopicsExpress



          

Dear Friends Hamain bohat afsos ke sath kehna par raha hay kay hamaray kuch members hamain majboor kar rahay hain kay ham bhi religion extremist ban jaein. jab ham Sunni hotay howay kabhi kisi firkay kay against baat nahi kartay to ham kisi Shia ko bhi ye ijazat nahi dain gay woh Sunni Scholars ya hamaray mazhabi rehnumaoun ko bura kahain. Ye hamari last warning hay otherwise izzat aap kay apne hath main hay. Ham political ya Pakistani honay se bohat pehle aik Musalman hain so hamain majboor mat karain kay ham aap ki tarha aap ki he zubaan main baat karain.
Posted on: Mon, 26 Aug 2013 11:10:57 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015