Dr,Abdul Qadeer khan ny pakistan ko mazboot banaya,pr pakistan ny - TopicsExpress



          

Dr,Abdul Qadeer khan ny pakistan ko mazboot banaya,pr pakistan ny un ko es ka kiya inaam diya? Nazar band qaid. Gumnami ki zindagi. Jb k wo pakistan k hero hain. Pakistan sy jitni wafa kro gy badly main bewafai mily gi or sath main zillat b. AK regement pakistan ki sb sy bari regement hai jis main 97 persent kashmiri hain,jo pakistan k liye jaan ki bazi lagany ko tayyar hain,pr pakistan aj b kashmirion ko kis name sy pukarta hai ye ap sb janty ho. Dosri taraf Dr,Abdul Klaam ny india ko mazboot banaya or india ny un ko kitni ezat dy ye puri dunya janti hai. India ny b kashmir main jo kiya or jo kr raha hai wo b ap sb janty ho. Jago or apna haq cheen lo.
Posted on: Thu, 15 Aug 2013 16:47:09 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015