Ek Aurat Hazrat Umer (R.A) k paas aayi aur kaha ki meri tail (oil) - TopicsExpress



          

Ek Aurat Hazrat Umer (R.A) k paas aayi aur kaha ki meri tail (oil) ki shishi zameen par giri aur zameen ne sara tail pee liya hai,. Aap wapis karwa dein,.. Aap (R.A) ne 1 khat likha aur aurat ko usi jagah rakhne ko kaha,. Aurat ne khat rakha to tail ka chashma ubal pada, Aurat ne shishi bhar li,. Aurat ne khat khola to usme likha tha ki "Ae zameen tail wapis kar de warna main teri jagah pe kisi Be-Namazi ko dafan kar dunga". Be-Namazi ke azaab se darr kar zameen ne tail wapis kar diya, to unka kya hoga jo jaan boojh kar namazein qaza karte hain? Kya pata aap ka ye msg kisi ko NAMAZI bana de. A silent msg 4 all muslims.. "Astaghfirullaha rabbi minkulli zamibiu wa atoobu ilaihi".
Posted on: Wed, 07 Aug 2013 03:27:23 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015