Ek Cinema Theater Wala Rajnikant Ka Bahot Bada Fan Tha, Toh Ussne Apne Theater Ka Naam “Rajnikant Ji Ki Dhoti” Rakh Diya, Usske Baad Jab Bhi Koi Nayi Film Lagti To Paper Mein Likha Aata tha ki.... Rajnikant ji Ki Dhoti Mein “Halchal” Rajnikant ji Ki Dhoti Mein “Hungama” Rajnikant ji Ki Dhoti Mein “Anakonda Rajnikant ji Ki Dhoti Mein “Bhool Bhoolaiya” Rajnikant ji Ki Dhoti Mein “Koi Mil Gaya” Rajnikant ji Ki Dhoti Mein “Aag” Rajnikant ji Ki Dhoti Mein kuch kuch hota hai. Rajnikant ji Ki Dhoti Mein “Phool aur kaante.. →(.)
Posted on: Tue, 15 Oct 2013 03:25:04 +0000