Ek baar sari feelings,ne decide kiya ki wo log chupan chupai - TopicsExpress



          

Ek baar sari feelings,ne decide kiya ki wo log chupan chupai kheling... Dard ne counting start ki aur baki feeling chup gayi... Jhoot ped ke peeche chupa aur pyaar gulab ki jhadiyo ke peeche,,,,,sab pakde gye siway pyaar ke dekha jealousy ne dard ko bata diya ki pyar kahah chupahai.... Dard ne pyaar ko khich ke nikala to kaanto ki wajah se pyar ki "Aakhe" kharab ho gayi aur wo andha hogya...,,, Ye dekh bhagwan ne dard kosaja sunai ki usheZindagi bhar pyaar ke sath rahna padega.... Ab se pyar andha hai aur jahan bhi jata hai Dard hai..!!!
Posted on: Sat, 24 Aug 2013 08:55:16 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015