Ek din mai collage se nikla to bahar bohot badal chhaye hue - TopicsExpress



          

Ek din mai collage se nikla to bahar bohot badal chhaye hue the... . . Mene socha barish se pehle ghar pohuch jauga . . magar raste me he barish shuru ho gayi aur main bheeg gaya... Bheega hua jab mai ghar pohcha toh. (SISTER) Ne kaha : thodi der ruk nhi sakte the. (BHAI) ne kaha : kahi side pai khade ho jata... (PAPA) ne kaha : bohot shok he barish me bhigne ka.. Aur itne me MAA Aaai aur mere sar pe tolliya rakhte hue kehne lagi : ye barish thodi der ruk nahi sakti thi kya.... Maa K liye Ek Like toh banta hai... #AD
Posted on: Sun, 29 Sep 2013 08:55:36 +0000

Trending Topics



e="min-height:30px;">
As the most important and most-used implement of every

Recently Viewed Topics




© 2015