Ek masoom sa ladka himalaya ki pahadi par bakriya chara raha - TopicsExpress



          

Ek masoom sa ladka himalaya ki pahadi par bakriya chara raha tha... Tabhi wahan se ek tourist nikla aur usne ladke se pucha; Tourist: yeh bakriya kitna doodh de deti hain? Ladka: ji safed wali ya kaali wali? Tourist: safed wali. Ladka: ji 2 kilo... Tourist: aur kaali wali? Ladka: ji wo bhi 2 kilo... Tourist: inka wajan kitna hoga? Ladka: ji safed wali ya kaali wali? Tourist: safed wali. Ladka: ji 4 kilo. Tourist: aur kaali wali? Ladka: ji wo bhi 4 kilo. Tourist: sale agar dono barabar doodh deti hain aur dono ka wajan bhi barabar hain to yeh kya safed wali aur kaali wali laga rakha hai?? Ladka: ji wo baat aisi hai ki jo safed wali bakriya hain wo mere pitaji ji ki hain.. Tourist: aur kaali wali?? . . . . Ladka: Wo bhi Pita ji ki hain.....Ek masoom sa ladka himalaya ki pahadi par bakriya chara raha tha... Tabhi wahan se ek tourist nikla aur usne ladke se pucha; Tourist: yeh bakriya kitna doodh de deti hain? Ladka: ji safed wali ya kaali wali? Tourist: safed wali. Ladka: ji 2 kilo... Tourist: aur kaali wali? Ladka: ji wo bhi 2 kilo... Tourist: inka wajan kitna hoga? Ladka: ji safed wali ya kaali wali? Tourist: safed wali. Ladka: ji 4 kilo. Tourist: aur kaali wali? Ladka: ji wo bhi 4 kilo. Tourist: sale agar dono barabar doodh deti hain aur dono ka wajan bhi barabar hain to yeh kya safed wali aur kaali wali laga rakha hai?? Ladka: ji wo baat aisi hai ki jo safed wali bakriya hain wo mere pitaji ji ki hain.. Tourist: aur kaali wali?? . . . . Ladka: Wo bhi Pita ji ki hain..... :p :D :p
Posted on: Mon, 26 Aug 2013 09:32:49 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015