End of the Mother Era I have lost my beloved Mother. On 20th - TopicsExpress



          

End of the Mother Era I have lost my beloved Mother. On 20th at about 8.55 she left the land; because of her continued sickness. Though she was 85 yrs old but for us she was a shelter which require forever. I was proudly saying Mere pas Maa hai bhai when some one asks tere pas kya hai ? Now I can say only mere pass kewal Maa ki yaden hain; uske diye sanskar hain,uski batai jimmedariyan hai bus Maa nahi hai. Ab to uske diye sanskaron ke anusar uski batai jimmedariyon ko nibhate huye jeena hai. Maa ka jana kya hota hai; uskee peeda kya hoti hai uske jane ke bad hi mahsoos ho raha hai. Param pita parmeshwar se prarthana hai ki uski aatma ko shanti de. Jai ho Maa; maine tujhe nahi apnee aadhi jindgi kho dee hai. Tera Beta Arun
Posted on: Sat, 23 Aug 2014 08:08:04 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015