Experiencing life.. Yeh Hai Zindagi - !! Experiencing life.. - TopicsExpress



          

Experiencing life.. Yeh Hai Zindagi - !! Experiencing life.. Yeh Hai Zindagi - !! Think Tank about the problem of Senior Citizen in Community. ? What do you think what should be all youth may do, to fulfill Imam of the time worries which had said during Golden Jubilee for Senior Citizen - The Head of Families And the Attitude of the Educated Youth with them. Let see the Video Clip and discuss *How to resolve this issue within peaceful means..??? - There are several families head which had work hard in their life time and sacrifice for their children future, but after the marriage - Why the attitude of children change with their own parent while Quran, Farman, Ginan all are written and we recite several times in JK ?? Experiencing life.. Yeh Hai Zindagi - !! Yeh profile mere apne search and research aur apne thinking per hai, zaroori nahi k sub is pe agree karen but. I think aache information and knowledge ko share karne se bhi Allah hum se khush hota hai. so woh kar raha hon. Dil ka sukoon, iqmanan, bohat ziyda paissa kamaney aur jama karne mein nahi, is liye ek bohat bare change 2012 se mere personal life mein aaye hai, us ke baad dil apne maa baap ke dua ke saat khush bhi hai aur - Sada life guzarne ke taraf mayal hai. Haan inshan ke kuch sohok hote hein jis se kisi ko nuksan nahi hota, jasey well dress rehna, Aachey red-um wale song suna aur share karna, Poetry likhna aur Share karna, Aache Soch ke Article likhna aur share karna, Yeh tu sub zindagi ka hisa hein, bina is ke Zindagi berang dhang ke lagte hai, Hum mein se koye yeh nahi keh sakta ke us ne apne life mein Movie nahi dekhe, Koye Game life mein nahi kahle, Ya kisi party, function, program ko attend nahi kiya, Agar aasa aapka soch hai tu woh kisi k liye kya problem hai, Aapke apne life hai, Aur aap apne life ke maliek hein, Aache bure ke tamaz aapke apne aapse ziyda aur kon jaan sakta hai. That does not mean kisi se personal attachment ho tab bhi aasa hota hai, Life hai tu rukhi sukhi bhi nahi hone chahaye, Life ko peaceful honest, with full of fun and entertainment ke saat guzarne chahaye, Life us waqat tak khubsurat nahi hote jab tak us mein Aache soch na ho, har ek se khush akhlaqi se pesh aana, ek dusre k kharyiyat daryaft karna, yeh kaam aaj kal ke nafsa nafsi ke duniya mein muskil amal hai. So is haqiqat ko samjte huwe. koshish karta huon ke sub ko khud he yaad kar ke unko apne post tag kar diya karon. Agar mere kisi dost ko mere post unko tag karna pasand nahi tu please let me know takey mein unko tag na karon. Apne life ke experience share karte waqat khayal rakhta huon k kisi ke dalazoi na ho. maqsaad kisi ko tanz karna ya us ko galat kehna nahi. balke apne life ke experience ko share karne se bohat se dostuon ka bhala is tarha mumkin ho sakta hai k jo koye galte mere life mein being as human kar chuka huon woh unse agar ho rahe ho tu woh kuch pal ko sochen. Waqat ek sa nahi rehta, badalta rehta hai, Ek inshan mein yeh gudz hone chahaye ke maze ka rona rone ke bajaye haal se khush ho aur NEW FUTURE PLANING KAREY. aur yahi kar raha hon. but is future planning mein, Apne zaat ke saat, apne kareeb ke log, aur woh log jo kabhi mere life mey they as a friend, relatives, colleagues, aur aaj woh jo bhi muskil mein hein, unko samjte huwe, kuch aase kaam karne ka irada kiya hai, jis se Imamat ke idaron ke saat mil kar unke manzoori se bohat se muskil ko jo mere nazar mein hein unko bether tor par hal karne ke kabil ban sakon. https://facebook/video.php?v=1449521768656763
Posted on: Wed, 21 Jan 2015 08:15:29 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015