FAZAIL-E-AMAAL KI HAQEEQAT (1)=> Moulana Zakariya apne bare me - TopicsExpress



          

FAZAIL-E-AMAAL KI HAQEEQAT (1)=> Moulana Zakariya apne bare me likhte hai: "Safar 1357 Hijri me ek marz ki wajah se Mujhe chand roz ke liye dimagi kaam se rok diya gaya toh mujhe Qayal hua ke in khaali ayyaam ko is baa-barkat mashgale me guzaar doon ke agar ye auraaq pasand khatir na huyi, tab bhi mere ye khaali auqat toh behtareen aur baa-barkat mashgale me guzar hi jayenge". >Fazail-e-Amaal; Jild:1, Safa:17 Published by Farid Book Depot (pvt) Ltd; Darya Ganj, New Delhi Jis insan ko dimagi taqleef ho, kya usko deen-e-islam par kitab likhna jayaz hai? Kya is kitab ke padne walo ko ye kitab hidayat degi?
Posted on: Thu, 12 Sep 2013 13:48:22 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015