Fayaz Ambar Hazart abu Huraira se Riwaiyt Ha k Nabi Kareem na Furmya! Jab jumma ka din ata to Farishty jamaya Masjad K Darwaza par ana walon k name likhty, sab se pahlay ana wala Oont(camel) ki qurbani dana walay ki tarah likha jata ha, isk bad ana wala ga,ay(cow) ki qurbani dana walay ki tarah, phir manday ki qurbani ka sawab milta ha, isk bad murgi ka, isk bad anndy (egg) ka, lakin Jab imam khutba shuroo krta ha to farishtay apna daftar band kr daty hain aur khutba sunnay main mashgool ho jaty hain. Sahih Bukahri. Kitab ul jumma. Jild no.1. Hadees No.929. page No.444
Posted on: Sun, 01 Sep 2013 16:38:10 +0000